10000 reasons in hindi Version - Lyrics



Mere mann tu sada...kehta rahe
Yahova hi dhanya hai
Dil ki gehrahi se...aradhana
Us pavitra ki kare
Sooraj ugta hai
Ek naya din khilta hai
Yeh samay phir se
Tere geet gaane ka
Jahaan par main rehta
Aur jahaan se main gujarta hoon
Din dhalne par...gaata rahoon tere geet
Mere mann tu sada...kehta rahe
Yahova hi dhanya hai
Dil ki gehrahi se...aradhana
Us pavitra ki kare
Dhani prem ka
aur vilambh se...kop karta hai
tera naam hai mahaan
karuna nidhaan
saari bhalai ke liye main
gaata hoon tere geet
kaaran kai hazaar
mera dil gawaara hai
Mere mann tu sada...kehta rahe
Yahova hi dhanya hai
Dil ki gehrahi se...aradhana
Us pavitra ki kare
Mere us din mein
jab main balheen ho jaun
ant karib ho...ghadi aa pahuchi ho
phir bhi mera praan
teri stuti gaaye har dum
kai hazaar aur hazaaro saal
Mere mann tu sada...kehta rahe
Yahova hi dhanya hai
Dil ki gehrahi se...aradhana
Us pavitra ki kare
Mere mann tu sada...kehta rahe
Yahova hi dhanya hai
Dil ki gehrahi se...aradhana
Us pavitra ki kare
Us pavitra ki kare.....
Us pavitra ki kare.......

Post a Comment

0 Comments